Do follow Backlinks kaise banaye Deviantart.com website se or Deviantart.com se backlink banane se hamare blog website ko kis prakar ka fayda ho sakta hai.
Search engine me hamari website ko top position par rank karane ke liye on-page seo ko follow karte hai aur off-page seo ko complete karne ke liye hame quality do follow backlinks ki jarurat hoti hai.
- Backlinks Kaise Banaye Website Par Traffic Badane Ke Liye
- Do follow Backlinks Github Website Se Kaise Banaye- Great Guide
Do follow backlinks aapke blog websites ke seo ka important part hai ise aap ignore nahi kar sakte yadi aap kisi blog website ke owner ho to aap yeh jarur jante honge, ki aapke blog ke liye do follow backlinks agar Deviantart.com se high authority do follow backlinks hamari website ko milti hai to vah aapke blog ke liye link juice ka kam karti hai.
Table of Contents
Deviantart.com Se Do follow Backlinks Banane Ke benefits
Deviantart.com website ek art work Deviantart photography, videography, digital art ke liye world ki popular website hai Deviantart.com me 27 lakh se jyada member hai. aur iski world Alexa rank 173 hai Deviantart.com website ki domain authority 91 hai aur page authority 93 hai.
aap soch sakte ho Deviantart.com kitni trusted powerful high authority website hai is site se milne wali do follow backlink aapke blog ke liye bahut important hai aapke blog site par jitni jyada do follow backlink hogi google search engine aapki site ko jyada value dega.
High quality backlink hamare search engine ranking ko behtar karne ke liye bahut hi jaruri hoti hai.
Do follow Backlinks Deviantart.com Website Se Kaise Create kare
Deviantart par backlink banana ke liye, hame step by step follow kijiye,
- Microsoft Se Do follow Backlinks Kaise Banaye
- Top 10 Backlinks Checker Tools Jahase Aap Backlinks Check Kar Sakte Ho
Step 1
Sabse pahile www.deviantart.com par jaiye.
Step 2
Deviantart website par jane ke baad upar ki taraf right side join par click kijiye.
Step 3
Ab aapke samne ek form open hoga, ise bharna hoga.
1 Username
Username ke box me aapko apna ya apne website ka name dalkar deviantart par username create karna hoga. agar aapka username available nahi hai. to aap name ke aage numbers ka use kar sakte ho. ex :- name123
2 Email Address
Email Address ke box me aap apna Email Address dal dijiye
3 Retype Email Address
Yaha par aapko apna email address retype karna hoga.
4 Password
Apne account ke liye password daliye, jise yad rakhe ya likh kar rakhiye, username and password ke jariye hi ham deviantart account ko access kar payege.
5 Date of Bairth
Date of bairth me apni janm tarikh daliye.
6 Sex
Yaha par aapko apna gender select karna hai.
7 I have read and agree to the deviantart terms of service and Etiquette Policy
Yaha par aapko box par tick karna hai, tick karne se pahile aap ek baar Deviantart ke terms and service ko read kar lijiye.
Sabhi detail sahise bharne par BECOME A DEVIANT par click kardijiye.
Step 4
Ab aapko account ko verify karna hoga. iske liye Aapne jo email address diya hoga, uspar daviantart ki taraf se verification mail aai hogi. Jisme account verify karne ka link hoga us link par click karne par aapka deviantrat account verify ho jayega.
Step 5
Account verify hone ke baad upar right side me username par arrow leker jaye, aur profile par click kijiye.
Step 6
Ab aapke samne ek pop up window open hogi, isme apni sahi jankari bhare.
Real name
Isme apna naam daliye.
Location
Yaha par apni location select kijiye.
Bio
Bio me apne bareme apne site ke bare me likhe.
Website
Website me aapke website ka link add kare. Aur contune par click kar dijiye.
Step 7
Ab aapko apna photo add karna hoga.
Step 8
Interests
Yaha par aapko apni intresting chije puchi jayegi jise aapko jitna ho bharna hai. aur Finesh Button par click karna hai.
Step 9
Firse aapke samne ek pop up window open hoga, jisme continue to profile ka button hoga. uspar click karna hai.
Lijiye hogaya, aap is trah kuch steps me apne site ke liye Deviantart.com Website Se Free Do follow Backlinks bana logo
Agar fir bhi aapko koi steps samaj me nahi aaraha hai to, aap hamse comment kar ke puch sakte ho. ya aap hame contact bhi kar sakte ho.
Post achhi lagi to post ko apne dosto ke sath share jarur kariye.
agar aapne abhi tak great guide info ko subscribe nahi kiya hai to ise abhi subscribe kar lijiye, ham ispar blogging, seo, youtube, wordpress, computer, hacking se jude articles publish karte rahte hai. jiski notification aapko apne gmail inbox me milti rahegi.
- Seo Kya Hai Seo Ki Puri Jankari
- Alexa Ranking Kya Hai Blog Website Ki Alexa Ranking Kaise Badhaye
- Top Popular Search Engines List